Zee tv ke show kumkum bhagya me nikhil ne kar liya hai kiara ko kidnap... Jiske baad abhi aur pragys puri koshish kar rahe hai use dhundhne ki...pragya bahut tension me aa gayi hai kiara ki kidnapping ki khabar sun kar... Dusri taraf Aaliya jaati hai tanu kr ghar aur usse puchti hai ki aakhir kiara kaha hai...tanu kehti hai ki uze nahi pata is baare me...tab aaliya use dhamkaati hai ki agar use pata chala ki kiara ki kidnapping me tanu ka hath hai to wo use maar dalegi.
Nikhil, mehra house phone kar ke batata hai ki paisenkab aur kaha laane hai...ashish abhi ko location tracker lagi hui bag deta hai aur paise usme Daal deta hai...nikhil abhi se akele aane kehta hai aur abhi waisahi karta hai...
Ab dekhna to ye hai ki kaisr bachayega abhi kiara ko.

0 Comments